Shankar Mahadevan,Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Tara Sharma, Zarine Khan, Shaan, Akriti Kakkar, Jackky BHagnani, Shweta Pandit at Shankar Ehsan Loy CPAA concert in Rangsharda on 27th May 2012.
Shankar Mahadevan,Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Tara Sharma, Zarine Khan, Shaan, Akriti Kakkar, Jackky BHagnani, Shweta Pandit at Shankar Ehsan Loy CPAA concert in Rangsharda on 27th May 2012.
THANKS FOR ALL
had se bhi jayada
baichani- tadpan badh gaya,
teri khamosi se
dil main sunapan pad gaya.
murjhaya sa kyon hai chehra
kanha gum hua wo tazgi’
batein karti thi hardam payar-
bhari
ab kyon mujhse itni narajgi.
tere gairon jaise bartaw se,
kahtre main apnapan pad gaya.
teri khamosi se. .
ki kya hi wo wajah
jisse tere dil ko dukh hua,
hamne to hardam kiya wafa
phir ishq main kanha hamse
chuk hua.
yehi soch-soch ke,
sakte main man pad gaya.
rag-rag main banke lahoo
doudta teri dua hai,
har bazi jeetta chala gaya
ishq jabse tumse hua hai. . . .
poochho na tum o sanam
mujhme kitna josh ho gaya,
takraya jo mujhse toofan
toofan apna hos kho gaya.
takat -e- josh se bhara,
mera rom-rom rowna-rowna
hai.
har baji jeetta chala gaya
ishq jabse tumse hua hai.
rag -rag main banke lahoo
doudta tere dua hai. . . .
ho lakh muskilein. . . . . . . . . . . . . . . . . . . . .
. . . . . .
[email protected]